Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mohe Apna Bana Ke Gaya Bhul Re
|
Suman Kalyanpur | Avinash Vyas | Nanda | |||
Laxmi (1957) | Qamar Jalalabadi | Shikwa Shikayat Songs | |||||
mohe apna banake gaya bhul re
pardesi balam kisko sunau dil ki dasta
mohe apna banake gaya bhul re
pardesi balam kisko sunau dil ki dasta
maina thi bholi popat se boli
tu hai re mora piya tu hai re mora piya
ek din jo dekha pinjra tha khali
popat ne dhokha kiya popat ne dhokha kiya
mohe udna sikha ke gaya bhul re
pardesi balam kisko sunau dil ki dasta
mohe apna banake gaya bhul re
pardesi balam kisko sunau dil ki dasta
sare jag ki reet yahi hai
raat ke bad andhera ha raat ke bad andhera
prem nagar ki reet nirali
sada yaha hai andhera sada yaha hai andhera
meri dunia basa ke gaya bhul re
pardesi balam kisko sunau dil ki dasta
mohe apna banake gaya bhul re
pardesi balam kisko sunau dil ki dasta
naino ka kajra phulo ka gajra
dono hue re udas dono hue re udas
aise piya se kya koi bole
dur hai hokar paas dur hai hokar paas
meri aasha jaga ke gaya bhul re
pardesi balam kisko sunau dil ki dasta
mohe apna banake gaya bhul re
pardesi balam kisko sunau dil ki dasta
kisko sunau dil ki dasta