Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mohammed Shah Rangile
|
Manna Dey | Dattaram Wadkar | Shammi Kapoor, Geeta Bali | |||
Jab Se Tumhe Dekha Hai (1963) | Shailendra | Classical Songs | |||||
mohammed shah rangile mohammed shah rangile
sajna tum bin mai kya ab din ratiya kachu na suha

agar nikal ke teri galim se kahi chaliye
aa agar nikal ke teri galim se kahi chaliye
to bar bar ye kehta hai dil wahi chaliye
isiliye to ye maifil sjaye baithe hai
isiliye to ye maifil sjaye baithe hai
ke hum chirag nahi dil jalaye baithe hai
mohammed shah rangile mohammed shah rangile
sajna tum bin mai kya ab din ratiya kachu na suha
mohammed shah rangile mohammed shah rangile
ye bat kya hai ki dil jab se teri chah me hai

kahi wo rang nahi jo teri nigaha me hai
aa meri najar me nahi ktla khu ke afsane
meri najar me nahi ktla khu ke afsane
chhlak rahe hai yaha rang hu ke paimane
mohammed shah rangile mohammed shah rangile
sajna tum bin mai kya ab din ratiya kachu na suha
mohammed shah rangile mohammed shah rangile
idhar na dekhoge kab tak sajan kaho to sahi
aa idhar na dekhoge kab tak sajan kaho to sahi
lagi hui hai ye kiski lagan kaho to sahi
mai dundta hu vo ek geet jindagi ke liye

ke jindgi bane sangeet aadmi ke liye
mohammed shah rangile mohammed shah rangile
sajna tum bin mai kya ab din ratiya kachu na suha
mohammed shah rangile