Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mohabbat Agar Naa Hoti
|
Mohammed Rafi | Kalyanji Anandji | ||||
Mehndi Lagi Mere Haath (1962) | Anand Bakshi | ||||||
na ye ranjo alam hote na ye julmo sitam hote
mohabbat agar na hoti to mohabbat agar na hoti to
bade khushahal hum hote
na ye ranjo alam hote na ye julmo sitam hote
ha ha ha na is dil pe sitam hote na is dil pe kalam hote
mohabbat agar na hoti to mohabbat aaha mohabbat ha
mohabbat agar na hoti to na tum hote na hum hote
na is dil pe sitam hote na is dil pe kalam hote
aa aa aa aajmane me koi leke dile nakam na aata
dile nakam na aata dile nakam na aata
kisi dushman pe bhi ye isk ka iljam na aata
aji iljam na aata aji iljam na aata
ki aati mout lekin haye ki aati mout lekin
ke lab pe tera naam na aata
teri mehfil yu rutba ki hum teri kasam rote
mohabbat agar na hoti to mohabbat agar na hoti to
bade khushahal hum hote
na ye ranjo alam hote na ye julmo sitam hote
aji mohabbat me jafao se agar dil dur na hote
agar dil chur na hote agr dil chur na hote
ha wafao ke bhi is duniya ki fir dastur na hote
aji dastur na hote aji dastur na hote
ha ha tadap milne ki kya hoti tadap milne ki kya hoti
agar hum dur na hote ki ro ro ne se pehle hi
ye afsane khtam hote
mohabbat agar na hoti to mohabbat agar na hoti to
na is dil pe sitam hote na is dil pe kalam hote
aa aa ha jo rasta dil se nikalta hai
kabhi dil tak nahi phucha
kabhi dil tak nahi phucha kabhi dil tak nahi phucha
koi rahi bhi is raste se manjil tak nahi phucha
ke manjil tak nahi phucha ke manjil tak nahi phucha
bane tum na khuda jiske bane tum na khuda jiske
wo shahil tak nahi phucha
agar tum sath na hote to ye tufan kam hote
mohabbat agar na hoti to mohabbat agar na hoti to
bade khushahal hum hote
na ye ranjo alam hote na ye julmo sitam hote
aji jo raste dil se nikalte hai wo yu dil tak phuchte hai
wo yu dil tak phuchte hai wo yu dil tak phuchte hai
aa ha ki wafa ki rah me aese ki manjil tak phuchte hai
ki manjil tak phuchte hai ki manjil tak phuchte hai
ha ki ashik dub ke tufa me ashik dub ke tufa me
shahil tak phuchte hai to unki galti kya hoti
jo tufani na gam hote
mohabbat agar na hoti to mohabbat agar na hoti to
na tum hote na hum hote
na is dil pe sitam hote na is dil pe kalam hote
ha ha ha ha mohabbat mohabbat mohabbat wah re mohabbat
musibat musibat hay re musibat o hakikat hakikat ha hakikat
fasane fasane fasane re siyane siyane ha re siyane o diwane
diwane diwane diwane ho ho ho ho ho ho ho