Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mithai Ki Dukan Meri Dilli Ke Bazaar
|
Gandhari, Geeta Dutt | Vinod | ||||
Tara (1949) | Aziz Kashmiri | Masti Bhare Geet | |||||
mithai ki dukan
mithai ki dukan meri dili ke bazar
ho babu dilli ke bazar
ho dilli ke bazar
ho dilli ke bazar
dilli ke bazar
mithai ki dukan meri dili ke bazar
ho babu dilli ke bazar
ha laddu mai bechu ha barfi mai bechu
laddu mai bechu ha barfi mai bechu
nagad lu paise du na udhaar
nagad lu paise du na udhaar
dili ke bazar
mithai ki dukan meri dili ke bazar
ho babu dilli ke bazar
kalkatte se aaye bengali
kalkatte se aaye bengali
dhoti pahne dilli khali
haaye raam dhoti pahne dilli khali
muh me pani jeb hai khali
muh me pani jeb hai khali
mol kare har chiz ka babu
paiso se lachar
paiso se lachar
mithai ki dukan meri dili ke bazar
ho babu dilli ke bazar
pindi se aaye punjabi aaye punjabi
aaye punjabi
mithi mithi bat banaye ha baat banaye
tarah tarah ki chiz mangaye, chiz mangaye
khaye aur hazam kar jaye ho jaye farrar
dili ke bazar
mithai ki dukan meri dili ke bazar
ho babu dilli ke bazar
surat se aaye gujrati
mange patli dal chapati dal chapati
are jara bhi laz na aati
samjha kya hai ye asptaal
ho o samjha kya hai ye asptaal
kya aaye yaha bimar
mithai ki dukan meri dili ke bazar
ho babu dilli ke bazar