Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Milu Kya Juda Reh Rahe Hai
|
Agam Kumar Nigam, Tulsi Kumar | Nikhil | ||||
Bewafaai Ka Aalam (Album) (0) | Praveen Bharadwaj | Sad Songs | |||||
miloon kya juda reh rahe hain
kahu kyaa khafa reh rahe hain
khud bewafaai kar rahe woh
aur mujhe bewafaa keh rahe hain
khud bewafaai kar rahe woh
aur mujhe bewafaa keh rahe hain
miloon kya juda reh rahe hain
kahu kyaa khafa reh rahe hain
khud bewafaai kar rahe woh
aur mujhe bewafaa keh rahe hain
khud bewafaai kar rahe woh
aur mujhe bewafaa keh rahe hain
chehra woh mujh se chhupane lage hai
aur dooriya woh badhane lage hai
rukate nahi ab aankho se aansu
kuch is taraah woh rulaane lage hai
neende uda ke woh so rahe hai
aur ajnabee se wo ho rahe hai
jab ye kaha ke ik baar milke
unko bata du main haal dil ke
kabhi mujhse haa keh rahe hai
kabhi mujhse naa keh rahe hai
khud bewafaai kar rahe woh
aur mujhe bewafaa keh rahe hain
khud bewafaai kar rahe woh
aur mujhe bewafaa keh rahe hain
tode hai waade badley iraadey
rab hi jaane kyaa hoga aage
ab jaan lo ye ab jaan lenge
kamzor hote rishto ke dhaage
tanhaai oo ne toda hai mujhko
us bewafaa se aur joda hai mujhko
naa chaah kar bhi use dhoondhta hu
uske hi ghar se uska pata puchhata hu
kabhi woh yaha reh rahe hai
kabhi woh waha reh rahe hai
khud bewafaai kar rahe woh
aur mujhe bewafaa keh rahe hain
khud bewafaai kar rahe woh
aur mujhe bewafaa keh rahe hain
miloon kya juda reh rahe hain
kahu kyaa khafa reh rahe hain
khud bewafaai kar rahe woh
aur mujhe bewafaa keh rahe hain
khud bewafaai kar rahe woh
aur mujhe bewafaa keh rahe hain
mujhe bewafaa keh rahe hain
mujhe bewafaa keh rahe hain.