Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Milte Hi Nazar Tumse Ham Ho Gaye Diwane
|
Manna Dey, Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Ravi | Pradeep Kumar | |||
Ustadon Ke Ustad (1963) | Asad Bhopali | Qawwalis | |||||
milte hi nazar tumse ham ho gaye diwane
milte hi nazar tumse ham ho gaye diwane
aagaz to acha hai anzam khuda jane
milte hi nazar tumse ham ho gaye diwane
aagaz to acha hai anzam khuda jane
milte hi nazar tumse ham ho gaye diwane
anzam-e-mohabbat se tum ho abhi begane
anzam-e-mohabbat se tum ho abhi begane
sholo se uljhate ho haye diwane ho diwane
anzam-e-mohabbat se tum ho abhi begane
tum husn muzashim ho rangin kayamat ho
tum husn muzashim ho rangin kayamat ho
phul julfo ne chune mang bhari taro se
rang milta hai dahkte hue angaro se
mast aankho pe guma hota hai maykhano ka
har nazar me hai nasha saikdo paymano ka
jane kya husn ke jalwo me nazar aata hai
are dekhne walo ka iman chala jata hai
jane kya husn ke jalwo me nazar aata hai
dekhne walo ka iman chala jata hai
tum husn muzashim ho rangin kayamat ho
rangin kayamat ho aahe wah rangin kayamat ho
baithe hai mukabil me baithe hai mukabil me
hum teere nazar khane ko
aagaz to acha hai anzam khuda jane
milte hi nazar tumse ham ho gaye diwane
milte hi nazar tumse ham ho gaye diwane
milte hi nazar tumse ham ho gaye diwane
aagaz to acha hai anzam khuda jane
milte hi nazar tumse ham ho gaye diwane
nadan ho jano kya tum husn ki fitart ko
nadan ho jano kya tum husn ki fitart ko
jo ghatao ki tarah shano pe lahrati hai
ha wahi julfe kabhi nag ban jati hai
aankhe maykhan hai lekin
inhi maykhano me
jahar bhi may ki jagah hota hai paymano me
waqt ki kam na ho jisme wo insan hi kya
ek nazar me jo chala jaye wo iman hi kya
waqt ki kam na ho jisme wo insan hi kya
ek nazar me jo chala jaye wo iman hi kya
nadan ho jano kya tum husn ki fitrat ko
nadan ho jano kya tum husn ki fitrat ko
tum husn ki fitrat ko tum husn ki fitrat ko
andaz hi dekhe hai tewar nahi pahchane
andaz hi dekhe hai tewar nahi pahchane
sholo se uljhate ho diwane ho diwane haye
anzame mohabbat se tum ho abhi begane
milte hi nazar tumse ham ho gaye diwane
milte hi nazar tumse ham ho gaye diwane
anzame mohabbat se tum ho abhi begane
anzame mohabbat se tum ho abhi begane
milte hi nazar tumse ham ho gaye diwane
milte hi nazar tumse ham ho gaye diwane