Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Meri Zindagi Ke Humsafar Dekhna Yahan Bhi Ek Najar
|
Geeta Dutt | O P Nayyar | ||||
Shrimati 420 (1956) | Jan Nisar Akhtar | Masti Bhare Geet | |||||
meri jindagi ke humsafar
dekhna yaha bhi ek najar
tera mera raz kya
is kadar bhi naz kya
thoda thoda pyar kar le
kal ki kuch nahi khabar
meri jindagi ke humsafar
dekhna yaha bhi ek najar
tera mera raz kya
is kadar bhi naz kya
thoda thoda pyar kar le
kal ki kuch nahi khabar
meri jindagi ke humsafar
gum nahi mujhe jo dil gaya
tujhsa dilruba to mil gaya
tu mera karar hai tujhpe sab nisar hai
tu mera karar hai tujhpe sab nisar hai
mithi mithi ye adaye
tikhi tikhi ye najar
meri jindagi ke humsafar
dekhna yaha bhi ek najar
tera mera raz kya
is kadar bhi naz kya
thoda thoda pyar kar le
kal ki kuch nahi khabar
meri jindagi ke humsafar
jo kaha kisi ne sun liya
ab to maine tujhko chun liya
aaj tu karib hai har khushi nasib hai
aaj tu karib hai har khushi nasib hai
tu jo mere sath hai
kya mujhe kisi ka dar
meri jindagi ke humsafar
dekhna yaha bhi ek najar
tera mera raz kya
is kadar bhi naz kya
thoda thoda pyar kar le
kal ki kuch nahi khabar
meri jindagi ke humsafar
mujhpe ek najar to dal de
dil ki hasrate nikal de
haske mera naam le
hath mera tham le
haske mera naam le
hath mera tham le
dil khushi se jhum jaye
kuch to aisi baat kar
meri jindagi ke humsafar