Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Meri Veena Ke Sur Saat Re
|
Lata Mangeshkar | Basant Prakash | ||||
Saloni (1952) | Arjun Dev Ashq | ||||||
meri veena ke sur saat re
meri veena ke sur saat re
sur saat re man bhat se
meri veena ke sur saat re
meri veena ke sur saat
pahle sur ne li angdayi
bas gaya man me harjai
duje sur baje sahnayi
duje sur baje sahnayi
mil gayi man ko maat re
meri veena ke sur saat re
meri veena ke sur saat
tije sur me dil ki dhadkan
kap gaya bholi ka tan man
chauthe sur me baitha dekho
chauthe sur me baitha dekho
koi lagaye ghaat re
meri veena ke sur saat re
meri veena ke sur saat
koi khada ye soch raha hai
koi khada ye soch raha hai
baki suro me kya rakha hai
soch sako to itna jano
soch sako to itna jano
badlenge din raat re
meri veena ke sur saat re
meri veena ke sur saat