Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Meri Umar Ka Ek Ladka
|
Asha Bhosle, Kishore Kumar | R D Burman | ||||
Yeh Desh (1984) | Anand Bakshi | ||||||
meri umar ka ek ladka mat pucho kya karta hai
ankh jhuka ke chalta hai sayad mujhse darta hai

meri umar ki ek ladki mat pucho kya karti hai
pyar bhare khat likhti hai sayad mujhpe marti hai
pucho na uske nain hai kaise nain mile to lagta hai aise

jaise ambar niche hai, jaise upar dharti hai
meri umar ki ek ladki mat pucho kya karti hai
pyar bhare khat likhti hai sayad mujhpe marti hai
upar se kuch or wo chaliya andar se chitchor wo chaliya

samne chup chup rahta hai chupke ahe bharta hai
meri umar ka ek ladka mat pucho kya karta hai
ankh jhuka ke chalta hai sayad mujhse darta hai
kon hai wo kya nam hai uska sahar me charcha aam hai uska

bikul tere jaisa hai wo tu bhi ho sakta hai