Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Meri Payal Me Ye Ghungru
|
Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal | Rajesh Khanna | |||
Prem Bandhan (1979) | Anand Bakshi | ||||||
meri payal me ye ghunghru nahi
o meri payal me ye ghunghru nahi
ye dil hai chahne walo ke
dil hai chahne walo ke
meri payal me ye ghunghru nahi
mere balo me ye phul nahi
phul nahi
phul nahi
ye jadu hai bengalo ke
jadu hai bengalo ke
meri payal me ye ghunghru nahi
ho meri payal me ye ghunghru nahi
rang rup banane wale ne
koi paimana toda tha
koi paimana toda tha
us sheeshe se us masti se
mere ang ang ko joda tha
mere ang ang ko joda tha
mere chehre pe ye aankhe nahi
mere chehre pe ye aankhe nahi
tukde hai chhalakte payalo ke
tukde hai chhalakte payalo ke
meri payal me ye ghunghru nahi
ho meri payal me ye ghunghru nahi
main khushbu banakar udti hu
main bijli bankar girti hu
main khushbu banakar udti hu
main bijli bankar girti hu
us waqt ka aalam mat puchho
main jab vade se firti hu
us waqt ka aalam mat puchho
main jab vade se firti hu
mere vado pe jo baithe hai
mere vado pe jo baithe hai
baithe hai kitne saalo se
baithe hai kitne saalo se
meri payal me ye ghunghru nahi
ha meri payal me ye ghunghru nahi
kabhi koshish se kabhi kismat se
panchhi ka pinjra tut gaya
kabhi koshish se kabhi kismat se
panchhi ka pinjra tut gaya
kuch dino mahino saalo me
har kaidi kaid se chhut gaya
kuch dino mahino saalo me
har kaidi kaid se chhut gaya
par inse rihai mushkil hai
par inse rihai mushkil hai
ye jaal hai reshmi baalo ke
ye jaal hai reshmi baalo ke
meri payal me ye ghunghru nahi
ye dil hai chahne walo ke
dil hai chahne walo ke
meri payal me ye