Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Meri Padosan Hai Dil Ki Dushman
|
Mohammed Rafi | Usha Khanna | ||||
Simla Road (1969) | Asad Bhopali | ||||||
meri padosan hai dil ki dushman
meri padosan hai dil ki dushman jalim badi magrur hai
phir bhi ye dil usi pe jan deta hai
meri padosan hai dil ki dushman
meri padosan hai dil ki dushman
wo cham cham cham karke chalti hai
wo cham cham cham karke chalti hai
dil dhak dhak dhak kiya karta hai
wo cham cham cham karke chalti hai
dil dhak dhak dhak kiya karta hai
din rat uska nam liya karta hai
meri padosan hai dil ki dushman
meri padosan hai dil ki dushman jalim badi magrur hai
phir bhi ye dil usi pe jan deta hai
jo rat sath sath kabhi gujri hai
jo rat sath sath kabhi gujri hai
wo lakh lakh bar mujhse ruthi hai
jo rat sath sath kabhi gujri hai
wo lakh lakh bar mujhse ruthi hai
mai janta hu ye berukhi jhuthi hai
meri padosan hai dil ki dushman
meri padosan hai dil ki dushman jalim badi magrur hai
phir bhi ye dil usi pe jan deta hai
wo dur dur dur mujhse rahti hai
wo dur dur dur mujhse rahti hai
mai sath sath sath uske chalta hu
wo dur dur dur mujhse rahti hai
mai sath sath sath uske chalta hai
uske waste ye rashte badalta hu
meri padosan meri padosan hai dil ki dushman
meri padosan hai dil ki dushman
jalim badi magrur hai phir bhi ye dil usi pe jan deta hai