Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Meri Morni Sach Kehta Hu
|
Usha Khanna, Mohammed Rafi | Usha Khanna | ||||
Night In Calcutta (1970) | Asad Bhopali | ||||||
meri morni sach kehta hu
o teri odhni jab lehraye
ambar pe badal jal jal jaye
sun mor mere o sach kehti hu
tere naino se jab nain milaye
suraj bhi tham ke dil reh jaye
apne rang me rangle rasiya
apne rang me rangle rasiya
mera roop jawani o
apne rang me rangle rasiya
mera roop jawani
uth gaya parda ho gayi mushkil
dil ki baat chupani re
mere chanda o sach kehti hu
tanhaiyon me ji ghabraye
bin tere moh se raha nahi jaye
mudd mudd ke jab tu dekhe to aaye haye oh
mudd mudd ke jab tu dekhe to
hirani jaisi lage ho
mudd mudd ke jab tu dekhe to
hirani jaisi lage
par na hath kisi ke aaye
duniya piche bhage re
meri hirani sach kehta hu
tu lakho ka dil tadapaye
teri khusbu gulshan gulshan aaye
sun mor mere o sach kehti hu
tere naino se jab nain milaye
surat bhi tham ke dil reh jaye