Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Meri Mitti Me Mil Gayi Jawaani
|
Usha Mangeshkar, Asha Bhosle | Ravi | ||||
Khandan (1965) | Rajinder Krishan | ||||||
do din ka jhutha pyar jaga ke
chalaa gaya ek baabu
koi bata de kaise rakhu apne dil par kaabu
meri mitti me mil gayi jawaani haaye raam

koi samjhe naa meri kahaani haaye raam

khilaata tha pyar se banaaras ka paan
ho ghadi ghadi kahta tha haaye meri jaan

yaad aati hai uski mithi jubaan
yaad aati hai uski mithi jubaan
to ro ro ke kahta hai dil naadan kyaa
meri mitti me mil gayi jawaani haaye raam
meri mitti me mil gayi jawaani haaye raam
koi samjhe naa meri kahaani haaye raam
koi samjhe naa meri kahaani haaye raam
meri mitti me mil gayi jawaani haaye raam
meri mitti me mil gayi jawaani haaye raam
abhi to hai mushkil se do din ki baat
ki saiya ke pahlu me katati thi raat
abhi to hai mushkil se do din ki baat
ki saiya ke pahlu me katati thi raat
mai to samjhi thi saari umar ka hai saath

pata kya tha aisi hai mardo ki jaat
meri mitti me mil gayi jawaani haaye raam
meri mitti me mil gayi jawaani haaye raam
koi samjhe naa meri kahaani haaye raam
koi samjhe naa meri kahaani haaye raam
meri mitti me mil gayi jawaani haaye raam
meri mitti me mil gayi jawaani haaye raam
naa hota agar chaar aankho ka mel
judaayi ki hoti naa lambi ye jail
naa hota agar chaar aankho ka mel
judaayi ki hoti naa lambi ye jail
o pada kitana mahanga mohabbat ka khel
o pada kitana mahanga mohabbat ka khel
ye kahata hai bah bah ke julfo ka khel