Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Meri Maa Gauri Maa
|
Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal | ||||
Man Ki Ankhen (1970) | Sahir Ludhianvi | ||||||
meri ma gouri ma
meri ma gouri ma shubh ghadi hai shubh sama

is ghadi is samaye bhar de sabki jholiya
aai hai tere dwar pe teri dasiya
aise var ka daan de jo gwalo me shayam ho

jiski shobha yu lage jo devo me ram ho
aise var ka daan de jo gwalo me shayam ho
aisa pati aisa piya jo nabh lage aur main dhara

nishdin rakhe garva laga bite sukhi jivan mera
charno me tere ho charno me tere vinti karu ae devi ma
aise var ka daan de jo taaro me chand ho

jiske mukh ke samne har ek jyotivan ho
aise var ka daan de jo taaro me chand ho
jivan se ho jivan bandha khushiyo se ho aangan bhra

puspanjali man ki chatha puja karu uski sada
charno me tere ho charno me tere vinti karu ae devi ma
aise var ka daan de sukh ho jiski chhav me

ho kankad bhi hira bane padkar jiske pav me