Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Meri Jawani Meri Dushman Bani Re
|
Sushma Shrestha, Lata Mangeshkar | Naushad | Hema Malini | |||
Sunehra Sansar (1975) | Anand Bakshi | Happy Songs | |||||
udan khatole par sawar
aaya koi rajkumar
udan khatole par sawar
aaya koi rajkumar
uske paas khilone the
mere sapne salone the
wo sab mujh ko de gaya
sath mujhe bhi le gaya
phir kya hua
meri jawani meri dushman bani re dushman
meri jawani meri dushman bani re dushman
dushman bani
main raat sapne me dulhan bani re dulhan
main raat sapne me dulhan bani
jhumke kangan payal bindiya
sab kuch paya khoyi nindiya
jhumke kangan payal bindiya
sab kuch paya khoyi nindiya
mukh se nikli ye baat pahli
yaad rahegi raat ye pahli
mukh se nikli ye baat pahli
yaad rahegi raat ye pahli
haye phir kya hua
julf na suljhi uljhi uljhan bani re uljhan
uljhan bani
main raat sapne me dulhan bani re dulhan
main raat sapne me dulhan bani haye
pyar se ghunghat usne hataya
sharam se maine deep bujhaya
pyar se ghunghat usne hataya
sharam se maine deep bujhaya
kuch mat puchho aur saheli
aap samajhlo prem paheli
haye phir kya hua
ek kali thi khil ke gulshan bani re gulshan
gulshan bani
main raat sapne me dulhan bani re dulhan
main raat sapne me dulhan bani
meri jawani meri dushman bani re dushman
dushman bani
phir kya hua
bas phir gadi chhut gayi
meri nindiya tut gayi