Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Meri Jaan Uff Meri Jaan
|
Mohammed Rafi | Usha Khanna | ||||
Faisla (1965) | Asad Bhopali | ||||||
meri ja uff meri ja meri ja meri ja
meri ja pyar se kab tak bhala dil ko bachaogi
kabhi to dil lagaogi kahin to dil lagaogi

meri ja pyar se
yahi wahi umar hain jisme kisi se milna mushkil hain
kai baat jaruri hain magar lab hilna mushkil hain
kahogi kis se wo baate
kahogi kis se wo baate
agar mujh se chhupaogi
kabhi to dil lagaogi kahin to dil lagaogi
meri ja pyar se kab tak bhala dil ko bachaogi
meri ja pyar se
jawa julfo ke saaye me
koi raahi to dam lega
kisi se tum kasam logi
koi tumhe kasam lega
meri duniya me aa jaao
meri duniya me aa jaao
ye duniya bhul jaao
kabhi to dil lagaogi kahin to dil lagaogi
meri ja pyar se kab tak bhala dil ko bachaogi
meri ja pyar se
kisi din to asar hoga
mohabbat ki nigaho ka
koi to haar pahnega
tumhari naram baaho ka
magar jo baat mujh me hain
magar jo baat mujh me hain
kisi me bhi na paaogi