Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha
|
Mohammed Rafi | O P Nayyar | Guru Dutt, Rashid Khan | |||
Mr. & Mrs. 55 (1955) | Majrooh Sultanpuri | Qawwalis, Sad Songs | |||||
meri dunia meri dunia lut rahi thi
aur mai khamosh tha
meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha
tukde tukde dil ke chunta tukde tukde ha ha
tukde tukde dil ke chunta kisko itna hosh tha
meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha
meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha
aankh me aasu na the aur jal raha tha dil jigar
ro rahi thi hasrate chup-chap tha mai bekhabar
are kaise aata haye kaise aata hosh me jo
pahle hi behosh tha kaise aata hosh me jo
pahle hi behosh tha
tukde tukde dil ke chunta tukde tukde ha ji
tukde tukde dil ke chunta kisko itna hosh tha
meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha
meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha
ye hakikat hai ise samjhe na afsana koi
ye hakikat hai ise samjhe na afsana koi
jab luta kuche me unke jaake diwana koi
are ye jami ye jami chupchap thi
aur aasma khamosh tha ye jami chupchap thi
aur aasma khamosh tha
tukde tukde dil ke chunta tukde tukde ha ji
tukde tukde dil ke chunta kisko itna hosh tha
meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha
meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha
karwa karwa dil ka luta baitha hu
manjil ke karib maine khud kashti dubo di
jake sahil ke karib
kya mai karta kya mai karta
mai sharabe ishk se madhosh tha
kya mai karta