Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Meri Duaan Leja Re
|
Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal | ||||
Laadla (1966) | Rajendra Krishan | ||||||
hum sabhi ek hai tara ra
aasha anek hai bhasha anek hai
aasha anek hai bhasha anek hai
ye anek kya hai didi anek
yani bahut sari bahut sari kya
bahut sari achha batati hu
suraj hai chanda ek taare anek
taro ko anek bhi kahte hai nahi nahi dekho phir se
suraj ek chanda ek
ek ek ek kar ke taare huye anek
thik se samjhao na didi
dekho dekho ek gilhari
pichhe pichhe anek gilhariyan
ek titli ek aur titli
ek ek ek ek karke ho gayi
ab anek titliyan samjh gaya
didi ek ugnli anek ugnliyan didi
didi wo dekho anek chidiya
anek chidiyan ki kahani sunoge
ha ha ek chidiyan ek ek karke anek chidiyan
dana chun ne aayi chidiyan
didi hume bhi sunao na
to phir suno phir se ek chidiyan
anek chidiyan dana chunne ko baith gai thi
hay ram par vahan viyaad ne ek
jaal bichhaya tha viyaad koun didi
viyaad chidiya pakdne wala phir kya
huaa didi viyaad ne unhe pakd liya
maar dala himmat se agar chhute rahe
to mil rahe to bada kaam bhi howe
bhaiya bada kaam bhi howe bhaiya ek
do teen chatur chidiyan siyani chidiyan
mil kar jaal lekar bhagi chidiyan phur
dur ek gaon ke paas chidiyan ke
dost chuhe rahte the or or unhone
jaal kat diya to dekha phir tumne
anek jab ek ho jata hai to kaisa
maja aata hai didi mein batao
ho gaye ek ban gayi takat ban gayi himmat
didi agar hum ek ho jaye to bada kaam
kar sakte hai to hum es ped ke aam bhi
tod sakte hai ha tod sakte hai par jugat
lagani hogi achha ye jugat bada maja ayega
hind desh ke niwasi sabhi jan ek hai
hind desh ke niwasi sabhi jan ek hai
hind desh ke niwasi sabhi jan ek hai
hind desh ke niwasi sabhi jan ek hai
rang rup bhesh bhasa chahe anek hai
rang rup bhesh bhasa chahe anek hai
ek anek ek anek ek anek ek anek
suraj ek chanda ek or taare anek
ek titli anek titliyan
ek gilhari anek gilhriyan
ek chidiya anek chidiyan
bela gulab juhi champa chameli
bela gulab juhi champa chameli
phul hai anek kintu mala hai anek
phul hai anek kintu mala hai anek