Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Meri Ankhiyo Me Jhume Dekho Saajan Ka Pyar
|
Asha Bhosle | Madan Mohan | Shyama | |||
Khazanchi (1958) | Rajinder Krishan | Songs about Eyes, Romantic Songs | |||||
meri ankhiyo me jhume dekho sajan ka pyar

jaise padti fuhar jaise dole sitar
jaise hole se bago me aaye bahar

madhur madhur ye kisne kah di bat pyar ki
lehrati itlati aayi rat pyar ki

ek dil ne kaha ek dil ne suna
aur chhupke hi chhupke se huya ikarar
meri ankhiyo me jhume dekho sajan ka pyar
meri ankhiyo me jhume dekho sajan ka pyar
jaise padti fuhar jaise dole sitar
jaise hole se bago me aaye bahar
meri ankhiyo me jhume dekho sajan ka pyar
meri ankhiyo me jhume dekho sajan ka pyar
chand sitaro tum kya jano raz prit ka
jao jao naam na puchho mere mit ka
chand sitaro tum kya jano raz prit ka
jao jao naam na puchho mere mit ka
jadu jo bhi hoga mat puchho
meri bagiya me aayi hai pehli bahar