Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Meri Aawaz Kisi Shor Me
|
Hemant Kumar | Hemant Kumar | ||||
Us Raat Ke Baad (1970) | Gulzar | ||||||
meri aawaz kisi shor me agar dub gayi
meri khamosh bahut dur
bahut dur, bahut dur sunayi degi
meri aawaz kisi shor me agar dub gayi
meri khamoshi ko tum
pas bula kar sunna phir kisi rat kisi rat ke
parde me kahi apne hotho se mera nam
mera nam mera nam bulakar sunna
meri aawaz kisi shor me agar dub gayi
meri khamosh bahut dur
bahut dur, bahut dur sunayi degi
bat sahmi hue hotho pe sambhal jayegi
tum jara der agar dekho hamari jan
hum yahi soch ke har mod pe mud jate hai
kash ye mod bhi mudta ho tumhari janib
meri aawaz kisi shor me jab dub gayi
meri khamsohi bahut dur
bahur dur, bahut dur sunayi degi