Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mere Sukh Dukh Ka Sansar
|
Kishore Kumar | Anil Biswas | ||||
Fareb (1953) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
mere sukh dukh ka sansar tere do nainan me
mere sukh dukh ka sansar tere do nainan me
ikrar kabhi inkar
ikrar kabhi inkar tere do nainan me
do nainan me sukh dukh ka sansar
mere sukh dukh ka sansar tere do nainan me
koi sikhe inse sitam dhana
ho sitam dhana
koi sikhe. koi sikhe inse sitam dhana
jhuk jhuk ke kuch kuch farmana
fir uthk kar saaf mukar jana
jhuk jhuk ke
jhuk jhuk ke kuch kuch farmana
fir uthk kar saaf mukar jana
kabhi pyar kabhi takrar
ikrar kabhi inkar tere do nainan me
do nainan me sukh dukh ka sansar
mere sukh dukh ka sansar tere do nainan me
yahi dost yahi dusman jaise
ho dusman jaise
yahi dost
yahi dost yahi dost yahi dusman jaise
pal ne kate ki chubhan jaise
pal me khil jaye chaman jaise
pal me, pal ne kate ki chubhan jaise
pal me khil jaye chaman jaise
kabhi khaar
kabhi khaar kabhi gulzar tere do nainan me
do nainan me sukh dukh ka sansar
mere sukh dukh ka sansar tere do nainan me