Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mere Sarkaar Meri Aahon Ka Asar Dekh Liya
|
Mahendra Kapoor, Krishna Kalle, Asha Parekh | Shankar Jaikishan | Dharmendra | |||
Shikar (1968) | Hasrat Jaipuri | Ched Chad Songs | |||||
mere sarkar meri aaho ka asar dekh liya
haan asar dekh liya
mere sarkar meri aaho ka asar dekh liya
haan asar dekh liya
rukh gaye aap wafao ka asar dekh liya
haan asar dekh liya
pyar sacha ho to ye waqt bhi rukh jata hai
aasma lakh bhi uncha rahe jhukh jata hai
aapne dil ki duaaon ka asar dekh liya
haan asar dekh liya
mere sarkar meri aahon ka asar dekh liya
haan asar dekh liya
aa gaye aapke kadamon pe utharkar badal
ban gayi mast ghata aapke sar ka aanchal
aapne shok fijaon ka asar asar dekh liya
haan asar dekh liya
mere sarkar meri aahon ka asar dekh liya
haan asar dekh liya
aapke phool se chehre pe hansi bhi aayi
aaj so rang liye dil me khushi bhi aayi
aapne ishq ki rahon ka asar dekh liya
haan asar dekh liya
mere sarkar meri aahon ka asar dekh liya
haan asar dekh liya