Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mere Sanam Ek Kadam Tum Bhi Chalo Mai Bhi Chalu
|
Geeta Dutt | Chitragupt | ||||
Teesri Gali (1958) | Anjum Jaipuri | Masti Bhare Geet | |||||
mere sanam ek kadam tum bhi chalo mai bhi chalu
fasla kuch to kam hoga haske idhar dekh jara
der na kar aankh mila ye nasha kuch to kam hoga
mere sanam ek kadam tum bhi chalo mai bhi chalu
fasla kuch to kam hoga
teri najar dil ke par gayi dil ki khata hamko mar gayi
teri najar dil ke par gayi dil ki khata hamko mar gayi
hum to nahi kahte magar ye to bata jane jigar
kab tak ye sitam hoga mere sanam ek kadam
tum bhi chalo mai bhi chalu fasla kuch to kam hoga
dard mera aake dekh jara dil pe mere najre fek jara
dard mera aake dekh jara dil pe mere najre fek jara
jalti hai to duniya jale jisko tera pyar mile
usko kiska gum hoga mere sanam ek kadam
tum bhi chalo mai bhi chalu fasla kuch to kam hoga
pyar badhe aisi bat kaho tum jo sanam mere sath raho
pyar badhe aisi bat kaho tum jo sanam mere sath raho
kitna hasi hoga safar taro me jhulegi najar
aasman pe kadam hoga mere sanam ek kadam
tum bhi chalo mai bhi chalu fasla kuch to kam hoga