Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mere Roothe Balam Se Kah Do
|
Asha Bhosle | R D Burman | Rishi Kapoor | |||
Raja (1975) | Anand Bakshi | Roothna Manaana | |||||
mere ruthe balam se kah do
mere ruthe balam se kah do
ai madmanst baharo maro jaan se maro
ho lekin tana mat maro re maro re
mere ruthe balam se kah do
ae madmanst baharo maro jaan se maro
ho lekin tana mat maro
maf nahi kar sakte to de do koi saza
haye re itni baat me ruth gaye aisa gussa bhi kya
maf nahi kar sakte to de do koi saza
haye re itni baat me ruth gaye aisa gussa bhi kya
kuch bhi kar lo kuch bhi kah lo
mera naam pukaro maro jaan se maro
ho lekin tana mat maro re maro re
mere ruthe balam se kah do
ai madmanst baharo maro jaan se maro
ho lekin tana mat maro
pyar mohabbat karne ki rut hai
chhoti badi haye re ladne ko to umar
padi hai lad lena kabhi
pyar mohabbat karne ki rut hai
chhoti badi haye re ladne ko to umar
padi hai lad lena kabhi
dil na todo sath na chhodo
bigdi baat sawaro maro jaan se maro
ho lekin tana mat maro re
maro re tana mat maro