Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mere Pichhe Ik Divaana
|
Mukesh Chand Mathur, Asha Bhosle | Ravi | Vyjayantimala, Raj Kapoor | |||
Nazrana (1961) | Rajinder Krishan | Ched Chad Songs | |||||
mere pichhe ek divana
kuch albela mastana
koye roko re mujh ko sataye hai
mere age ek divani
hai jisaka nam javani
koye dekho re dil ko churaye hai
mere pichhe ek divana
machale jo dil tera kya hai kusur mera
chhodo ji chhodo picha ab to huzur mera
machale jo dil tera kya hai kusur mera
chhodo ji chhodo picha ab to huzur mera
aisi adaao pe to koye luta jaye hai
mere pichhe ek divana
kuch albela mastana
koye roko re mujh ko sataye hai
mere pichhe ek divana
aise bhe jaldi kya hai ham ko bhe sath le lo
jane do gusa ab toh hathon me hath le lo
aise bhe jaldi kya hai ham ko bhe sath le lo
jane do gusa ab toh hathon me hath le lo
dekho divana kaise batiya banaye hai
mere age ek divani
hai jisaka nam javani
koye dekho re dil ko churaye hai
mere pichhe ek divana
mujh me janab bolo aisi kya baat dekhi
galo me din dekha balo me rat dekhi
mujh me janab bolo aisi kya baat dekhi
galo me din dekha balo me rat dekhi
aise na dekho mera jiya ghabraye hai
mere aage ek divani hai jiska nam javani
koye dekho re dil ko churaye hai
mere pichhe ek divana
kuch albela mastana
koye roko re mujhko sataye hai
mere pichhe ek divana