The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Mere Pairon Me Ghunghroo Bandha De
0
Mohammed Rafi Naushad Dilip Kumar
Sunghursh (1968) Shakeel Badayuni Masti Bhare Geet, Dance Songs
Lyrics of Mere Pairon Me Ghunghroo Bandha De - मेरे पैरो में घुंघरू बंधा दे

dil paayaa albelaa maine tabeeyat meri rangeeli
haay aaj khushi mein maine bhaiyya
thodi si bhang pi lee ha ha ha ha

haay mere pairon mein haay
mere pairon mein ghunghroo bandhaa de
to phir meri chaal dekh le
mere pairon mein ghunghroo
bandhaa de to phir meri chaal dekh le
zaraa jam ke bhaiyyaa mohe laali chunar
mohe laali chunariyaa odhaa de
to phir meri chaal dekh le
mere pairon mein ghunghroo bandhaa de
to phir meri chaal dekh le kyaa chaal hai tori
zaraa jhoom le gori

a-haa, waah

haule dole kisi ki nathni jhoome kisi kaa jhumkaa
har pari dil thaam le apnaa aisaa lagaun thumka
kaise bhalaa jab ho kisi ki byaah sagaayi
meri jawaani le angdaayi meri jawaani le angdaayi
koyi meri haay haay, koyi meri bhi shaadi karaa de
to phir meri chaal dekh le
mere pairon mein ghunghroo bandhaa de
to phir meri chaal dekh le

koyi ghoonghat waali mere dil pe chalaaye chhuriyaan
koyi nainon waali chhod e nainon se phuljhadiyaan
roop hain laakhon aur ik dil hai aape mein rahna bhi mushkil hai
aape mein rahanaa bhi mushkil hai
koyi ankhiyon haay haay koyi ankhiyon se daaru pilaa de
to phir meri chaal dekh le zara nain milaa ke
zara dil lagaa ke

ek najar se dil bharmaye dooji se le jaaye
teeji najar tu aisi maare jo dekhe lut jaaye
saari duniyaa tujhpe deewaani main bhi to dekhoon teri jawaani
main bhi to dekhoon teri jawaani zaraa mukhde hoy hoy
zaraa mukhde se ghunghtaa hataa de to phir meri chaal dekh le
mohe laali chunar mohe laali chunariyaa odhaa de
to phir meri chaal dekh le mere pairon mein ghunghroo bandhaa de
to phir meri chaal dekh le