Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mere Paanv Me Bandho Sitare
|
Lata Mangeshkar | Chitragupt | ||||
Nai Zindagi (1969) | Prem Dhawan | ||||||
mere panv me bandho sitare
mere panv me bandho sitare
main to banke chandniya nachungi
main to banke chandniya nachungi
mere panv me bandho sitare
mere panv me bandho sitare
jab se mili chanda se najariya
jab se mili chanda se najariya
bhul gayi main apni dagariya
ho ho ho ho
jab se mili chanda se najariya
bhul gayi main apni dagariya
aisi lagi mohe pi ki lagan
aisi lagi mohe pi ki lagan
ki main banke joganiya nachungi
mere panv me bandho sitare
mere panv me bandho sitare
aa pahle na thi ye chubhan mere man me
pahle na thi ye chubhan mere man me
ja uljhi main kis uljhan me
ho ho ho ho
pahle na thi ye chubhan mere man me
ja uljhi main kis uljhan me
tikte nahi kahin mere kadam
tikte nahi kahin mere kadam
ab to banke hiraniya nachungi
mere panv me bandho sitare
mere panv me bandho sitare
main to banke chandniya nachungi
main to banke chandniya nachungi