Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mere Noor Ke Charche Dur Dur
|
Asha Bhosle | Kalyanji Anandji | ||||
Hatyara (1977) | Vishweshwar Sharma | Mujra Songs | |||||
ho baithe baithe ik din khuda ko aisa chadha surur
ke aaj mai banata hu ek huro ki hur phir phulo se mehak
taro se chamak mausam se masti liye bijli se damak
shabnam se pyaas li shama se jalan koyal si kuk li
papihe ki lagan jisko banake khuda ko
bhi ho gaya thoda sa garur
o mere nur ke charche dur dur mere nur ke charche dur dur
mujhe dekhe ye duniya ghur ghur meri mashur ho gayi jawani
yaro me mera naam chale re bazaro
me o mera naam chale re bazaro me
o mere nur ke charche dur dur mere nur ke charche dur dur
mujhe dekhe ye duniya ghur ghur meri mashur ho gayi jawani
yaro me mera naam chale re bazaro
me o mera naam chale re bazaro me
o gori gori chandani me chehara hai mera nikhara
gori gori chandani me chehara hai mera nikhara
rup mera hath se baharo ne aakar sawara
o rup mera hath se baharo ne aakar sawara
rang mere labo ka gulabi ang mere bhi dekho shababi
kis nazar se pilayi sharabi sharabi hazaro me
mera naam chale re bazaro me o mera naam chale re bazaro me
ha chori chori log mujhse milne ka dhunde bahana
chori chori log mujhse milne ka dhunde bahana
haye kaha jau mere pichhe sara zamana
haye kaha jau mere pichhe sara zamana
maine aisi hai aag si lgayi jo bhuje na kisi ke bhujai
maine dekho macha di tabahi tabahi tabahi dildaro me
mere nur ke charche dur dur mere nur ke charche dur dur
mujhe dekhe ye duniya ghur ghur meri mashur ho gayi jawani
yaro me mera naam chale re bazaro
me o mera naam chale re bazaro me