Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mere Naam Ka Chala Hai Ye Jaam
|
Asha Bhosle | Sonik Omi | Bindu | |||
Jaggu (1975) | Vishveshvar Sharma | Dance Songs | |||||
mere naam ka chala hai ye zam
jisme dam hai wo le isko tham
mere naam ka chala hai ye zam
mere naam ka chala hai ye zam
jisme dam hai wo le isko tham
ho koi aaye hath bhadaye darta hai kyu ye to hai
ishq mohabbat ka paigam mere naam ka chala hai ye zam
jisme dam hai wo le isko tham
pahla dilbar dekha maine is duniya me
naam hai kya jani bolo to zara
pahla dilbar dekha maine is duniya me
naam hai kya jani bolo to zara jagu jagu
aa surat se to lagte ho koi shehjade se
kam hai kya jani bolo to zara
kam hai kya jani bolo to zara
mere naam ka chala hai ye zam jisme dam hai wo le isko tham
ho koi aaye hath bhadaye darta hai kyu ye to hai
ishq mohabbat ka paigam mere naam ka chala hai ye zam
jisme dam hai wo le isko tham
tune ek tamasha dekha is mehfil me
silsila to abhi dekha hi nahi
tune ek tamasha dekha is mehfil me
silsila to abhi dekha hi nahi wo bhi dekhenge
dekhi hai tune meri masum adaye
jaljala to abhi dekha hi nahi jaljala to abhi dekha hi nahi
mere naam ka chala hai ye zam jisme dam hai wo le isko tham
ho koi aaye hath bhadaye darta hai kyu ye to hai
ishq mohabbat ka paigam mere naam ka chala hai ye zam
jisme dam hai wo le isko tham