Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mere Mitwa Tum Kahan Ho
|
Sadhana Sargam | Kalyanji Anandji | ||||
Pighalta Aasman (1985) | Indeevar | Intezaar | |||||
mere mitva mitva o tum kaha ho
mere mitva o tum kaha ho
jiya nahi lage jiya nahi lage
kab aaoge kab aaoge
jiya nahi lage jiya nahi lage
sinduri shaam me thadpe akela aas ka panchi
sinduri shaam me thadpe akela aas ka panchi
tere hi geet gaay teri hi yaad dilaye
teri hi yaad dilaye tarsao na tarsao na
jiya nahi laage jiya nahi laage
mere mitva o o mere mitva
yaado ke badal chaye naina ye neer bahaye
yaado ke badal chaye naina ye neer bahaye
palako ki chori ab tak mere dard ko chupaye
mere dard ko chupaye tarsao na tarsao na
jiya nahi laage jiya nahi laage
kab aaoge kab aaoge
jiya nahi lage jiya nahi lage