Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mere Mehbub Shayad Aaj Kuch Naraj Hai Mujhse
|
Chandrani Mukherjee | Chand Pardesi | ||||
Kitne Paas Kitne Door (1976) | D S Sultania | ||||||
mere mehbub shayad aaj kuch naraj hain mujhse

main kitne paas hu phir bhi
main kitne paas hu phir bhi
wo kitne dur hain mujhse

mere mehbub shayad aaj
wo mehfil me to aaye hain magar chupchap baithe hain

jo aashiq the mere kal tak
na karte baat ab mujhse
mere mehbub shayad aaj kuch naraj hain mujhse
mere mehbub shayad aaj
mujhe dar hain ki unki berukhi kahin jaan na lele

karu kya gam judai ka saha jata nahi mujhse
mere mehbub shayad aaj kuch naraj hain mujhse
mere mehbub shayad aaj
kabhi mahsus hota hain khushi ke din bhi aayenge

haveli jagmagayegi mere dilbar ke aane se