Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mere Mann Me Umang Ek Nayi Tarang
|
Asha Bhosle | S Purushottam | ||||
Devyani (1952) | Manohar Khanna | ||||||
mere mann me umang
ek nayi hai tarang
jiya dol raha
jiya dol raha
jiya dol raha
mere mann me
mere mann me umang
ek nayi hai tarang
jiya dol raha
jiya dol raha
jiya dol raha
mere mann me
dheeme dheeme chede
man beena ki taar koi
dheeme dheeme chede
man beena ki taar koi
nidiya me aaye koi dur se
pukare koi dur se
mera nacche ang ang hooo
mera nacche ang ang
mere hriday ke sang
koi bol raha
koi bol raha
jiya dol raha
mere mann me
mere mann me umang
ek nayi hai tarang
jiya dol raha
jiya dol raha
jiya dol raha
mere mann me
piya perdeshi mujhe
preet sikha gaye
piya perdeshi mujhe
preet sikha gaye
rimjhim rimjhim geet
barsa gaye
wo geet barsa gaye
mujhe laag rahi laaj
mujhe laag rahi laaj
koi jeevan me
aaj ras ghol raha
koi bol raha
jiya dol raha
mere mann me
mere mann me umang
ek nayi hai tarang
jiya dol raha
jiya dol raha
jiya dol raha
mere mann me
kavita ke bol
mere man me samane lage
kavita ke bol
mere man me samane lage
chote chote chhand
mere hotho pe aane lage
hotho pe aane lage
meri jeet hai ki haar oh
meri jeet hai ki haar
man mandir ki dwar
koi bol raha
koi bol raha
jiya dol raha
mere mann me
mere mann me umang
sneh tarang
jiya dol raha
jiya dol raha
jiya dol raha
mere mann me