The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Mere Man Ke Aangan Me Aana
0
Mukesh Chand Mathur Shyam Babu Pathak
Preet Ka Geet (1950) Premi
Lyrics of Mere Man Ke Aangan Me Aana - मेरे मन के आंगन में आना

mere man ke aangan me aana
man ke aangan me aana
sakhi ri madhur madhur muskurana muskurana
mere man ke aangan me aana
main hu parit ke jag ka basi
meri aankhiya parit ki pyasi
main hu parit ke jag ka basi
meri aankhiya parit ki pyasi
inki pyas bujhana madhur muskurana sakhi ri
man ke aagan me aana man ke aagan me aana
sakhi ri madhur madhur muskurana muskurana
man ke aagan me aana

mere parano ki ho tum hi aasha
mere gito ki ho tum hi bhasha
mere parano ki ho tum hi aasha
mere gito ki ho tum hi bhasha
chupke chupke ras barsana
madhur muskana sakhi ri
man ke aagan me aana
man ke aagan me aana sakhi ri
madhur madhur muskurana muskurana
man ke aagan me aana

tumko suro me bhar ke main gaunga
tumko suro me bhar ke main gaunga
taro ko bhi sang sang main
nach nachaunga nach nachaunga
taro ko bhi sang sang main
nach nachaunga nach nachaunga
parit ki bin bajana madhur muskana sakhi ri
man ke aagan me aana
man ke aagan me aana sakhi ri
madhur madhur muskana muskurana
man ke aagan me aana