Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mere Ghar Aage Hai Do Do Galiya
|
Mohana, Kishore Kumar, Shamshad Begum | Khemchand Prakash | ||||
Rim Jhim (1949) | Pyarelal Santoshi | ||||||
mere ghar aage hai do do galiyan
ho mere ghar aage hain do do galiyan
do do galiyan do do galiyan
do do galiyan do do galiyan
ho mere ghar aage hai do do galiyan
ho mere ghar aage hai do do galiyan
ek jaye sahab ke bangle ko
ek jaye jahan rahe bholi malaniya
ho ho ho ho ho ho ho
ho ho do do do do
do do hai galiyan
ho mere ghar aage hain do do galiyan
ho mere ghar aage hain do do galiyan
bangle me hai ik sahab ki chhori
bangle me hai ik sahab ki chhori
sahab ki chhori
chat pat gori gori chhori
seeti bajawe aur humko bulawe
aur humko bulawe
bole angrezi batiyan
git pit git pit
bole angrezi batiyan
ho ho ho ho ho do do
do do do do hain galiyan
ho mere ghar aage hai do do galiyan
ho mere ghar aage hai do do galiyan
bagiya mein aa jaa
o more raja bagiya me aa jaa
o more raja o o more raja
bagiya mein aa ja o more raja
tooti jhopadiya me
tooti jhopadiya me rehne wali
malan ki chhori hai bholi bhali
humko dekh ke gaawe kajariya
haay raama dekh ke gaawe kajariya
gawe kajariya dale jhulaniya
gawe kajariya dale jhulaniya
ho ho ho ho ho do do
do do do do hain galiyan
ho mere ghar aage hain do do galiyan
ho mere ghar aage hain do do galiyan