Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mere Geeto Ko
|
Shabbir Kumar | Laxmikant Pyarelal | ||||
Qurbani Rang Layegi (1991) | Gulshan Bawra | ||||||
o ho o ho o ho
la la la la la la
mere geeto ko bhula na sakoge tum
ho mere geeto ko bhula na sakoge tum
har gali me inhe gunjte paaoge
mere geeto ko bhula na sakoge tum
ho mere geeto ko
pyar mila tha mere geeto me
jo ab is jaha me nahi milta
pyar mila tha mere geeto me
jo ab is jaha me nahi milta
aaj kal pyar to ik ijarat hain
kash wo pyar bhi kahi milta
jahar peeke na ab aur jee paaoge
o mere geeto ko bhula na sakoge tum
ho mere geeto ko
maine sur mange bahte jharno se
maine lahron se chal mangi hain
maine sur mange bahte jharno se
maine lahron se chal mangi hain
apne geeto ko sajane ke liye
waqt se maine taal mangi hain
taajgi phulo ki aur mahak paoge
o mere geeto ko bhula na sakoge tum
ho mere geeto ko
maine geeto me khushiya baati hain
maine apno ke dukh bataye hain
maine geeto me khushiya baati hain
maine apno ke dukh bataye hain
inke badle me jitne dard mile
hanske sine me wo chhupaye hain
mehfile rahengi na mujhe paaoge
ho mere geeto ko bhula na sakoge tum
har gali me inhe gunjte paaoge
mere geeto ko bhula na sakoge tum
ho mere geeto ko bhula na sakoge tum
ho mere geeto ko bhula na sakoge tum
ho mere geeto ko bhula na sakoge tum
ho mere geeto ko bhula na sakoge tum
ho mere geeto ko