Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mere Dilruba O Jaani
|
Madhubala Jhaveri | Hansraj Behl | ||||
Khaibar (1954) | Asad Bhopali | ||||||
o dilruba hamse aankh to mila
dil dene ki teri marzi hai kya
kadmo mein sar jhuka denge ham
aaj hamse bolo kya pyar karogi
main bijli bijli jise chahe jala du
main titli titli jise chahe nacha du
har jagah hai mere charche mere hai afsane
mere pyar ki aag mein jal gaye
kitne hi parwane
are jani chhuna na tu jayega jan se
are main bijli bijli jise chahe jala du
main shama husan ki mera aashik jamana
door se dekho tum paas mere na aana
main shama husan ki mera aashik jamana
door se dekho tum paas mere na aana
pyar mohabbat main
kya janu main hu ek chingari
soch samajh ke mujhse karna dekho logo yari
are jaani chhuna na tu jayega jaan se
are main bijli bijli jise chahe jala du
lakho mein ek hu main wo katil hasina
jo mila le nazar bhule mujhko kabhi na
are lakho mein ek hu main wo katil hasina
jo mila le nazar bhule mujhko kabhi na
jisko kar du ek ishara wo mera ho jaye
sari duniya chhod ke mere pichhe pichhe aaye
are jaani chhuna na tu jayega jaan se
ho main bijli bijli jise chahe jala du
har jagah hai mere charche mere hai afsane
mere pyar ki aag mein jal gaye kitne hi parwane
are jaani chhuna na tu jayega jaan se
are main bijli bijli jise chahe jala du