Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mere Bhaiya Ki Hai Shaadi
|
Hemlata, Yesudas | Ravindra Jain | ||||
Sampark (1979) | Yogesh Gaur | ||||||
mere bhaiya ki hai shadi mujhko hai puri azadi
geet gata hu dholak baja ke
geet gata hu dholak baja ke
rang rakhna hai mujhko jama ke
ram siya si bhaiya bhabhi ki jodi
baat magar yahi khatke hai thodi
baat magar yahi khatke hai thodi
veer lakshman ko piche hata ke
veer lakshman ko piche hata ke
tu hanuman sa baitha aake
mere bhaiya ki hai shadi mujhko hai puri azadi
shadi me aayi dekho ravan ki behna
koi ise nakti na kahna
jao ri jao koi darpan to lao
jao ri jao koi darpan to lao
bandar ko uska chehra dikhao
bandar ko uska chehra dikhao
jispe hasti hai bandar bata ke
jispe hasti hai bandar bata ke
wo hi tujhko rakhega nachake
mere bhaiya ki hai shadi mujhko hai puri azadi
shadi me bolo kya kaam hai tumhara
tum ho bramhchari jaake khodo akhada
tum ho bramhchari jaake khodo akhada
bol akele kaise ho pehelwani
kisko aakhade leke jaun mai rani
kisko aakhade leke jaun mai rani
koi lao madari bulake ho
koi lao madari bulake
isko le jae rassi lagake
mere bhaiya ki hai shadi mujhko hai puri azadi
hum in jhagdo me dulha dulhan ko bhule
gori payaliya tu le bhaiya bhabi ko
mahfil me bulaye bhaiya bhabhi ko
mahfil me bulae jashn-e-gulami
milke manaye jashn-e-gulami milke manaye
bhaiya dilli ke laddu ko khake
bhaiya dilli ke laddu ko khake
pachtana magar muskurke
apne bhaiya ki hai shadi humko hai puri azadi
geet gate hai dholak baja ke
geet gate hai dholak baja ke
rang rakhna hai humko jama ke