Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mere Baba Ne Baat Meri
|
Jayashri | Vasant Desai | ||||
Shakuntala (1943) | Ratan Piya | ||||||
mere baba ne bat meri man li
mere baba ne bat meri man li
kandv baba ne rishi babane
ache baba ne bat meri man li
ache baba ne bat meri man li
mere baba ne bat meri man li
mere baba ne bat meri man li
bheju kaise sandes apne pritam ke desh
bheji kaise sandes apne pritam ke desh
haye koi mujhe milta nahi
kaun jaye karib leke paati meri
kaun jaye karib leke paati meri
mere baba ne bat meri man li
mere baba ne bat meri man li
bhanvre bheju tujhe par mujhe dar hai
wo bhi kaliyo ka rash pi ke ful jayega
wo bhi kaliyo ka rash pi ke ful jayega
aur mera sandesa bhi bhul jayega
aur mera sandesa bhi bhul jayega
meri nanhi pudi aa kar lu teri
meri nanhi pudi aa kar lu teri
are chari gayi mari ye kya jayegi
are chari gayi mari ye kya jayegi
rah aath hi na pahunchegi laut aayegi
rah aath hi na pahunchegi laut aayegi
mere baba ne bat meri man li
mere baba ne bat meri man li
kaho mithu ye maina tumhari
sari bate kahegi humari
nahi bhulegi na na na ye kah degi na
meri pyari pyari maina
meri acchi acchi maina
meri pyari pyari maina
meri acchi acchi maina
le ja meri khabar mere sajan ke ghar
le ja meri khabar mere sajan ke ghar
mere baba ne bat meri man li
mere baba ne bat meri man li
kahana ab to mujhe bula lo apne pas
kahana ab to mujhe bula lo apne pas
pyasi darshan ki main sawami ke bin udas
pyasi darshan ki main sawami ke bin udas
bekali na badha ud ke jaldi se ja
meri pyari pyari maina meri acchi acchi maina
meri pyari pyari maina meri acchi acchi maina
le ja khabar mere sajan ke ghar mere sajan ke ghar
mere baba ne bat meri man li
mere baba ne bat meri man li