Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mere Armano Ke Gulshan Pe Bahar Aa Hi Gayi
|
Shamshad Begum | Govind Ram | ||||
Nisbat (1949) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
mere armano ke gulshan aa hi gayi
mere armano ke gulshan aa hi gayi
o ghata chha hi gayi han han ghata chha hi gayi
yun mile unse nazar yun mile unse nazar
jhum ke lehra hi gayi
yun mile unse nazar jhum ke lehra hi gayi
o ghata chha hi gayi han han ghata chha hi gayi
dhadkne gaane lagi khwab dikhlane lage
han dhadkne gaane lagi khwab dikhlane lage
lehar dil me uthi aese tadpa gayi
lehar dil me uthi aese tadpa gayi
o ghata chha hi gayi han han ghata chha hi gayi
bin kahe chup na rahu dil ki baat unse kahu
bin kahe chup na rahu dil ki baat unse kahu
mai to ek baat magar soch ke shrma hi gayi
o ghata chha hi gayi han han ghata chha hi gayi
dard sachcha ho agar kuchh na hota asar
dard sachcha ho agar kuchh na hota asar
meri bechain tamnna bhi sukun paa hi gayi