Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mere Andhere Ghar Me Chand Ek Aaya
|
Asha Bhosle | Chitalkar Ramchandra | ||||
Amar Rahe Yeh Pyar (1961) | Kavi Pradeep | ||||||
mere andhere ghar me chand ek aaya
mere andhere ghar me chand ek aaya
meri amawas ne achanak pyara poonam ka paya
mere andhere ghar me chand ek aaya
iske sang hai shayad mera koi purana nata
iske sang hai shayad mera koi purana nata
warna ye anjan khilona kaise is ghar aata
duniya ke data ne dekho fir se hamko milaya
mere andhere ghar me chand ek aaya
mere andhere ghar me chand ek aaya
har muskil aasan bana di isne mere ghar aake
har muskil aasan bana di isne mere ghar aake
hotho par muskan khila di isne mujhe apnake
ho isne mujhe apnake
sab dukh bhul gayi mai apne jab se isko paya
mere andhere ghar me chand ek aaya
mere andhere ghar me chand ek aaya
ji karta hai isko apni sari umar de dalu
ji karta hai isko apni sari umar de dalu
ek janam me so janmo ka pyar isi se palu
mere dil ka hai ye tukda koi na kahna paraya
mere andhere ghar me chand ek aaya
mere andhere ghar me chand ek aaya
meri amawas ne achanak pyara poonam ka paya
mere andhere ghar me chand ek aaya