Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mera Tujhe Bhi Salaam
|
Mohammed Rafi | Sonik Omi | ||||
Premi Gangaram (1978) | Verma Malik | ||||||
tu heer siyal ki hai tu soni mahiwal ki
tu rani khayal ki hai tu gori kamal ki hai
tu heer siyal ki hai tu soni mahiwal ki
tu rani khayal ki hai tu gori kamal ki hai
mera tujhe bhi salam mera tujhe bhi salam
mera tujhe bhi salam mera tujhe bhi salam
mere hotho pe likha hai har gori ka nam
jisse lagaye usse nibhaye keh gai ganga ram
mera tujhe bhi salam mera tujhe bhi salam
ham tere hai gulam ham tere hai gulam
jisne nak me moti pehna usko bhi
jisne khali ghada uthaya usko bhi
usne gale me har sajaya usko bhi
isne mujko haske dikhaya isko bhi
inki khatir din nikle or inki khatir sham
jisse lagaye usse nibhaye kah gai ganga ram
mera tujhe bhi salam mera tujhe bhi salam
aankh hai dekhi ha ludhiyne ki rang hai dekha patyale ka
husn dekha hai chandigarh ka nakhra sheher ambale ka
haryane ki boli sunkar dil ko mile aaram
jisse lagaye usse nibhaye kah gai ganga ram
mera tujhe bhi salam mera tujhe bhi salam
chahe tange meri todo jauga nahi
chahe kuwe me bi pheko jaunga nahi
chahe mera sab kuch luto jaunga nahi
chahe mera matha phodo jaunga nahi
ab to uthke jaunga nahi chahe ho jaye kattle aam
jis se lagaye us se nibhaye kah gaye gangaram ho
mera tujhe bhi salam mera tujhe bhi salam