Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mera Rutha Balam Ho Mera Rutha Sajan
|
Amirbai Karnataki | Rasheed Attre | ||||
Room No. 9 (1946) | Nakshab Jarchvi | ||||||
mera rutha balam ho mera rutha sajan
mera rutha balam ho mera rutha sajan
apne ruthe balam
apne ruthe sajan ko manaungi
mera rutha balam ho mera rutha sajan
ha kabhi machlungi nas nas me
bankar umang
kabhi nachungi hariday ki
dhadkan ke sang kabhi nachungi hariday ki
dhadkan ke sang mai to nachungi
mai to nachungi gane sunaungi
apne ruthe balam
apne ruthe sajan ko manaungi
mera rutha balam ho mera rutha sajan
kabhi sharmake kabhi sharmake
najre bachaungi mai kabhi sharmake
najre bachaungi mai kabhi chup chup ke
kabhi chup chup ke chup chup ke julf laharau mai
kabhi naino se
kabhi naino se naina milaungi
apne ruthe balam
apne ruthe sajan ko manaungi
mera rutha balam ho mera rutha sajan
mujhe in par bhi apna na janenge wo
kisi surat se bhi jab na manenge wo
unke charno pe
unke charno pe shish nawaungi
apne ruthe balam
apne ruthe sajan ko manaungi
mera rutha balam ho mera rutha sajan