Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mera Intezar Karti Ho, Karti Hu
|
Alka Yagnik, Mohammed Aziz | Kalyanji Anandji | Mithun Chakraborty, Dimple Kapadia | |||
Saazish (1988) | Anand Bakshi | Dance Songs | |||||
mera intzar karti ho karti hu mujhpe etbat karti ho karti hu
mera intzar karti ho karti hu mujhpe etbat karti ho karti hu
iska matlab hai tum mujhse pyar karti ho na na na na na na na na
mera intzar karte ho karta hu mujhpe etbat karte ho karta hu
mera intzar karte ho karta hu mujhpe etbat karte ho karta hu
iska matlab hai tum mujhse pyar karte ho
na na na na na na na na mera intzar karti ho karti hu
mujhpe etbat karte ho karta hu
aksar mujhko yad karti ho karti hu
aahe tum din rat bharti ho bharti hu
mujh par meri jan marti ho marti hu
khul na jaye bhed darti ho darti hu
tum iska inkar karti ho karti hu
mera intzar karte ho karta hu
mujhpe etbat karte ho karta hu
iska matlab hai tum mujhse pyar karte ho
na na na na na na na na mera intzar karti ho karti hu
mujhpe etbat karte ho karta hu
hum sapno me roz milte hai milte hai
dil ke andar phul khilte hai khilte hai
hum sapno me roz milte hai milte hai
dil ke andar phul khilte hai khilte hai
tum aksar bechain rahte ho rahta hu
mujhko apni jan kahte ho kahta hu
tum isse inkar karte ho karta hu
mera intzar karte ho karta hu mujhpe etbat karte ho karta hu
iska matlab hai tum mujhse pyar karti ho
na na na na na na na na mera intzar karte ho karta hu
mujhpe etbat karti ho karti hu
diwano sa hal rahta hai rahta hai
rang sharam se lal rahta hai rahta hai
diwano sa hal rahta hai rahta hai
rang sharam se lal rahta hai rahta hai
ang ang me dard hota hai hota hai
dard bada bedard hota hai hota hai
phir bhi tum takrar karti ho karti hu
mera intzar karte ho karta hu mujhpe etbat karte ho karta hu
iska matlab hai tum mujhse pyar karte ho
na na na na na na na na mera intzar karti ho karti hu
mujhpe etbat karte ho karta hu