Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mera Husn Chamakta Sona
|
Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi | Nirmal Kumar | ||||
Lal Nishan (1959) | Anand Bakshi | ||||||
mera husn chamakta sona
ho mera dil anmol khilauna
bholi bhali umar mori bali
lage dar choro se o bachke
lage dar choro se
mera ishq hai daulat asli
o gori mal nahi hai nakli
ye sauda humi se hoga
na hoga auro se na hoga auro se
hat chhod kalai mundiya
o kuch laz sharam kar gundiya
dil chori kare zora zori
lade kamzoro se lade kamzoro se
mujhe kar de sharabi kudiye
ghul mil ja nashe di ye pudiye
kya kahna tere ye naina
hai gol katoro se hai gol katoro se
o main jan gayi teri marji
o manjur nahi hai teri arji
deke jhanse mujhe tu fanse
nazar ki doro se nazar ki doro se
tera rup lutera daku
tere ishq me chal jaye chaku
adne de nazar ladne de
o zoro shoro se o zoro shoro se
mat chhed aawara ladke
o tujhe le jaye pulice pakad ke
ghabraye mera dil haye
gali ke choro se gali ke choro se
sun bat gali ki ladki
o teri prit hai dil me dhadki
dil ko mere bha gaye tere
ye nakhre moro se lage dar choro se
ye nakhre moro se lage dar choro se