Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mera Gham Aur Khushi
|
Nusrat Fateh Ali Khan | |||||
Salaam (1998) | Purnam Allahabadi | ||||||
mera gham aur meri har khushi tum se hai
mera gham aur meri har khushi tum se hai
janman ye meri zindagi tum se hai
mera gham aur meri har khushi tum se hai
janeman janeman janeman
mera gham aur meri har khushi tum se hai
janeman janeman
aye meri janeja aye meri mehrba
tumse rangin hai ye zamin aasman
aye meri janeja aye meri mehrba
tumse rangin hai ye zamin aasman
tumse aabad haimere dil ka jahan
tum mera chand ho chandni tum se hai
mera gham aur meri har khushi tum se hai
janeman janeman
tu nishani mohabbat ki manzil ki hai
tere dam se hansi anjuman dil ki hai
tu nishani mohabbat ki manzil ki hai
tere dam se hansi anjuman dil ki hai
sari ronak tumhi se ye mehfil ki hai
shamme mehfil ho tum roshni tum se hai
mera gham aur meri har khushi tum se hai
janeman janeman
faesla hai yahi baat hai ye atal
husn walo me tera nahi hai badl
faesla hai yahi baat hai ye atal
husn walo me tera nahi hai badl
geet ka husn ho tum ho jane gazal
shaayro ki hasi shayri tumse hai