Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mera Dil Baharo Ka Wo Phool Hai
|
Lata Mangeshkar | Chitragupt | ||||
Aadhi Raat Ke Baad (1965) | Anand Bakshi | ||||||
mera dil baharo ka wo phul hai
mera dil baharo ka wo phul hai
jise gulsita ki nazar lag gayi
kisi ne jalaya nahi ye chaman
ise bagba ki nazar lag gayi
ye sach hai ke tumne mujhe gum diya
tumhe fir bhi maine na ruswa kiya
ye sach hai ke tumne mujhe gum diya
tumhe fir bhi maine na ruswa kiya
kisi ne jo pucha to ye kah diya
mujhe aasma ki nazar lag gayi
mera dil baharo ka wo phul hai
jise gulsita ki nazar lag gayi
mujhe is zamane ne luta nahi
ye dil badnasibi se tuta nahi
mujhe is zamane ne luta nahi
ye dil badnasibi se tuta nahi
sitamgar koi mujhse rutha nahi
kisi meharba ki nazar lag gayi
mera dil baharo ka wo phul hai
jise gulsita ki nazar lag gayi
nazar muskurai thi jiske liye
usi ne nigaho ko aasu diye
nazar muskurai thi jiske liye
usi ne nigaho ko aasu diye
jaha dil diwane ne sajde kiye
wahi aasta ki nazar lag gayi
mera dil baharo ka wo phul hai
jise gulsita ki nazar lag gayi