Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mera Badaan Hai Gulabi
|
Asha Bhosle | Ajay Swami | ||||
Izzat Aabroo (1990) | Vishweshwar Sharma | Item Songs | |||||
mera he mera badaan hai badaan hai
gulabi gulabi gulabi
meri he meri adaa hai adaa hai
sharabi sharbi sharbi
aankho se piyo hotho se churalo
aankho se piyo hotho se churalo
pyar ki masti badhti jaye nasha ho na kam
anandam anandam anandam anandam
anandam anandam anandam anandam
mera he mera badaan hai badaan hai
gulabi gulabi gulabi
sine me utha hai tufa sanso ka
bahka bahka mausam aaya armano ka
sine me utha hai tufa sanso ka
bahka bahka mausam aaya armano ka
mahfil me hai aisa koi diwana
aaye dale ghera apni baho ke
sajke sajake haar phul se bani hu
ha phul si khili hu
aankho se piyo hotho se churalo
aankho se piyo hotho se churalo
pyar ki masti badhti jaye nasha ho na kam
anandam anandam anandam anandam
anandam anandam anandam anandam
mera hai mera badaan hai badaan hai
gulabi gulabi gulabi
bantu angadaayi dil walo me
surkhi apne galo ki bhardu sabke pyalo me
bantu angadaayi dil walo me
surkhi apne galo ki bhardu sabke pyalo me
aao na hajir hai husn ka najrana
jaan lutane aayi hu matwalo me
mauka na gawana hai
he pyase na rah jana kahta hai parwana
aankho se piyo hotho se churalo
aankho se piyo hotho se churalo
pyar ki masti badhti jaye nasha ho na kam
anandam anandam anandam anandam
anandam anandam anandam anandam
mera hai mera badaan hai badaan hai
gulabi gulabi gulabi
meri he meri adaa hai adaa hai
sharabi sharbi sharbi
aankho se piyo hotho se churalo
aankho se piyo hotho se churalo
pyar ki masti badhti jaye nasha ho na kam
anandam anandam anandam anandam