Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mera Aaghaz Shirin Ha
|
Hemant Kumar, Asha Bhosle | S Mohinder | Pradeep Kumar, Madhubala | |||
Shirin Farhad (1956) | Tanvir Naqvi | ||||||
mera aaghaz shirin hai
mera aaghaz shirin hai
mujhe farhad kyun kehte hai
mera naam shirin hai
khushiyo ko lut kar yaha
dete hai gum nishaniya
kab tak rahengi pyar par
duniya ki meharbaniya
khushiyo ko lut kar yaha
raahe wafa me lut gaye
kitne dilo ke kafile
manzil pe aake aur bhi
badte rahe fasle
barbad ho ke rah gayi
arma bhari jawaniya
kab tak rahengi pyar par
duniya ki meharbaniyan
khushiyo ko lut kar yaha
kitni hi zindaganiya
rasmo pe ho gayi fida
do dil mile the pyar se
duniya ne kar diye juda
hote rahe yu hi sitam
banti rahi kahaniya
kab tak rahengi pyar par
duniya ki meharbaniyan
khushiyo ko lut kar yaha
jitne khushi ke khwab the
sab aansuon me dhal gaye
gulshan me rah gaya hai kya
tinke the char jal gaye
tha mera aanshiya kaha
milti nahi nishaniya
kab tak rahegi pyar par
duniya ki meharbaniya
khushiyo ko lut kar yaha
awaz de meri khuda
insaf hai kaha tera
jal jaega jaha tera
mit jaega nishan tera
fariyad ban gayi agar
ulfat ki bejubaniya
kab tak rahegi pyar par
duniya ki mehabaniya
khushiyo ko lut kar