Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mehfil Mein Aap Aaye Jaise Ke Chand Aaya
|
Suman Kalyanpur, Mubarak Begum | Khayyam | Shashi Kapoor | |||
Mohabbat Isko Kahete Hain (1965) | Majrooh Sultanpuri | Mujra Songs | |||||
mahfil me aap aaye jaise ke chand aaya
mahfil me aap aaye jaise ke chand aaya
ye rukh pe kali zulfe ye rukh pe kali julfe ye badlo ka saya
mahfil me aap aaye jaise ke chand aaya
aapke aane se aapke aane se is dil ne dhadkna sikha
lijiye hosh ke alam me bahakna sikha
dard aaho ka maja kya hai ye jana hamne
halki halki si aag me tapna sikha
kuch ham bhi or chamke chamke
kuch ham bhi or chamke kuch dil bhi jagmagaya
mahfil me aap aaye jaise ke chand aaya
haye re rang badalna teri ranayi ka
ab to muskil hai sambalna tere saudaai ka
bekarai ke liye yuhi khatawaan bahut
gum na tha pahle hi alam teri angadayi ka
us par tera jhijhakana jhijhkana us par tera jhijhakana
kuch or rang laya mahfil me aap aaye jaise ke chand aaya
tum na dekho unko tamnna hame tadpati hai
dekhte ho to kayamat gujar jati hai
muskurahat hai ke lahrati hai bijli
jaise dekhiya aaj to kiski kaza aati hai
ghabrayi jab mai mahfil mahfil ghabrayi jab mai mahfil
parwana jagmagaya mahfil me aap aaye jaise ke chand aaya
ye rukh pe kali julfe ye rukh pe kali julfe ye badlo ka saya
mahfil me aap aaye jaise ke chand aaya