Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mehfil Me Mujhko Dekh Kar
|
Anupama Deshpande, Zahid Nazan | Laxmikant Pyarelal | ||||
Naag Nagin (1990) | Santosh Anand | Qawwalis | |||||
dil ki dunia me khushi deke wafa aa jaye
aaj tu samne aaye to maja aa jaye
mahfil me mujhko dekh kar tumne jo muskura diya
mahfil me mujhko dekh kar tumne jo muskura diya
mahfil me mujhko dekh kar tumne jo muskura diya
mahfil me mujhko dekh kar
mahfil me mujhko dekh kar tumne jo muskura diya
itno ke dil ko dil ko dil ko itno ke dil ko aaha dil ko
itno ke dil ko khush kiya itno ko jala diya
mahfil me mujhko dekh kar tumne jo muskura diya
mahfil me mujhko dekh kar tumne jo muskura diya
hamne jo apne raz se parda yaha utha diya
hamne jo apne raz se parda yaha utha diya
samjho ke aaj samjho samjho samjho ke aaj ha ha samjho
samjho ke aaj maut ko apna pata bata diya
hamne jo apne raz se parda yaha utha diya
luta hai tumne ba khuda hamko azib naz se
wakif na ho sake kabhi hum to tumhare raz se
khushiyo ki bhikh aye sanam jholi me meri dal do
tumko kasam hai pyar ki ye jindagi sawar do
ilah apne pyar ka ab de do mujhko asra
tumne diya ghar me dil iski tarah tumhi dawa
katra samjh ke aankh se tumne mujhe gira diya
fir bhi tumhare pyar ko is dil ne asra diya
fir bhi tumhare fir bhi fir bhi fir bhi ha ha fir bhi
fir bhi tumhare pyar ko is dil ne asra diya
mahfil me mujhko dekh kar tumne jo muskura diya
bewajah apni jan kyu kurban karti ho bhala
dunia me dil lagane ka anzam hota hai bura
is rah me kisi ko bhi manjil kabhi mili nahi
dunia me aashiko ke to dil ki kali khili nahi
ulfat ki jindagi hai kya tumko nahi hai kuch khabar
aa jao hosh me jara dushwar hai ye rahgujaar
jab bhi kisi ke pyar ko in aankho me basa diya
bijli falak se gir padi dil ka chaman jala diya
bijli falak se falak se falak se bijli falak se ha ha falak se
bijli falak se gir padi dil ka chaman jala diya
hamne jo apne raz se parda yaha utha diya
hamne jo apne raz se parda yaha utha diya
nadan mat bana karo chhodo hamara rasta
isme fakat bhalai hai rakho na hamse wasta
hoga khuda ke samne mera tumhara faisla
mehman do ghadi ka hai ye jindagi ka silsila
manjar tamam ghumta hai meri nigah me
kitno ki jan chali gayi hai is rahe wafa me
kadmo me jab hasin is aashik ne sar jhuka diya
rahe wafa me jindagi bas usi ne mita diya
rahe wafa me wafa wafa me rahe wafa me ha ha wafa me
rahe wafa me jindagi bas usi ne mita diya
hamne jo apne raz se parda yaha utha diya
mahfil me mujhko dekh kar tumne jo muskura diya
hamne jo apne raz se parda yaha utha diya